youtube par views kaise badhaye

आज इस पोस्ट में हम जानेंगे कि Youtube par views kaise badhaye. Kyuki Youtube ek popular social media platform hai. Aur aaj har ek user apna career banane ke liye यूट्यूब पर चैनल create karke apni category ke hisaab se videos ko Youtube par upload kar dete hai. Lekin suru me aapko apne youtube videos par views laane me bahut problem hogi. क्योंकि आज हर कोई यूजर यूट्यूब पर चैनल create karke वीडियो को अपलोड करता रहता है. Jisse youtube par competition Bahut badh gaya hai. जिसके कारण एक नए यूट्यूब क्रिएटर ke liye apne youtube realtime views laana काफी मुश्किल साबित हो रहा है. Isliye आज हम आपको यूट्यूब व्यूज कैसे बढ़ाये is बारे में बताएँगे ताकि आप asani se apni youtube वीडियो पर व्यूज la sake.

 

जब शुरू में, Youtube par videos upload karte hai. तो हमारे इतने अच्छे views nhi aa paate hai. Isliye hum ye सोचते है की Youtube hamari videos ko लोगो तक नहीं पहुंचा रहा है. Lekin aisa nahi hota hai Iske liye हमें यूट्यूब के algorithms ko padhna hoga. Youtube par आप तब तक सही views nahi la sakte hai. Jab tak aapki यूट्यूब वीडियो SEO optimized ना हो. Youtube aapki videos को लोगो तक तभी पहुँचायेगा jab ap apni videos ko सही से optimize करोगे.

 

यूट्यूब पर व्यूज बढ़ाने के कुछ आसान तरीके

 

Step-1 Create Unique Videos

 

बहुत se log apni वीडियो को खुद create nhi karte hai. बल्कि Youtube par dusri videos ko download karke. Unhe apne Youtube channel me upload kar dete hai. Lekin aisa karne se hamare views kabhi nhi badhenge. Kyuki Youtube ne apne algorithms me साफ साफ bata diya hai. Agar koi youtube user kisi aur ki videos ko apne Youtube channel me upload karta hai. To Youtube aapke channel aur videos ko blocked kar sakta hai.

 

Isliye hamein apni videos ko khud se create karna hai. Hamein apni sabhi videos ko unique banana hai. Taaki Youtube ko lage ki ap uspar kitni mehnat kar rahe hai. Aur jab ap apni create hui videos ko upload karte rahenge. To aapke Youtube par views apne aap hi badhne lagenge.

 

Step-2 Change Video Rename File:

 

Jaisa ki hum aapko Youtube video par views kaise badhaye ke baare me bata rahe hai. Isliye aapko इन steps ko follow karna zaruri hai. To baat karte hai bahut se log video ko create karne ke baad sidha Youtube par upload kar dete hai. Lekin aisa karna sahi nahi hai isse bhi hamari Youtube videos par views nhi aa paate hai. Isliye jab hum apni videos ko puri tarah create kar lete hai. Tab humein apni video ka title change karna padta hai. Hum jis title me apni video ko rank karna chahte hai. Wohi title hamein apni video ke Rename me dalna hota hai. Rename change karne ke liye aapko apni video par click karna hota hai waha aapko Rename ka option hota hai waha se ap apni video ke naam ko change kar sakte hai.

 

Step-3 Select Good Tags

 

Tags Youtube ke andar videos ko rank karaane me madad karte hai. Jab ap apni Youtube videos ka Title banate hai. Usi tarah ke hamein apne Youtube me Tags ko lagana padta hai. Agar hum apni video ka title kuch aur rakhenge. Aur apni videos me tags kisi aur title ke lagayenge To isse aapko kisi bhi tarah ka koi fayda nhi milega. Isliye hamein apni video ka title ko dhyan me rakhte hue. Youtube par video ko upload karte samay tags ko lagana zaruri hota hai. Jisse hamari video Youtube par ranking me aa sakti hai. 

 

Step-4 Choose a Suitable Title

 

Hum yaha baat kar rahe hai apni Youtube video ke Title ke baare main. Agar hum apni video ko Youtube ke andar ranking main lana chahte hai. To aap jis bhi keyword par apni video ko ranking main lana chahte hai. Oske liye jab aap apni video ko Youtube par upload karte hai. Tab aapko apni video ka Title dena padta hai. Dhyan me rahe aapne jis title par apni video ko create kiya hai. Wohi title aapko youtube video upload karte hue likhna hai. Aur sath hi aap us title ke andar kuch aise variations ka use kar sakte hai. Jisko dekhne ke baad youtube user ka video dekhne ka bhi mann kare.  

 

Agar aapne apni video ke Title kuch aur diya hai. Aur video ke andar aap kisi aur cheez ke baare me bata rahe hai. Isse log aapki video ki reports bhi kar sakte hai. Aur pakde jaane par aapki videos ko deleted kar diya jaayega aur aapke channel ko bhi blocked kiya ja sakta hai. 

 

Step-5 Share On Social Media

 

Aap sabhi social media platform ko jaante hi honge. Jab hum apni video ko Youtube par upload kar dete hai. Tab ham uss video ko kahi bhi share nhi karte hai. Aur hum apne Youtube channel par videos ko upload karte rehte hai. Lekin uska hamein kuch zayada fayda nhi milega. Isliye hamein apne sabhi social media platforms par apni youtube videos ko share karni chahiye. Isse youtube algorithms ko ek acha sankett lagta hai. Aur youtube aapki videos ko phir apne recommend main show karne lagta hai. Jisse aapki videos par views zayada sankhya mai aane lagte hai.

 

Step-6 Reply To Comments  

 

Agar ap Youtube par naye hai to kabhi bhi aapko apne comments ko nazar andaz nahi karna hai. Kyon Ki jab koi Youtube user aapki videos me comments karta hai. To iss maqsad se karta hai ki ap uske comment ka jawab doge. Lekin agr ap uske comment ko nazar andaz kar dete hai. To ap apne subscribers, bhi kho sakte hai. 

 

Isliye jo bhi Youtube user hamari videos me comments karte hai ya humse koi questions puchte hai. To hamein unka sahi jawab dena chahiye. Aisa karne se users aap se khush ho jaayenge. Aur aapki videos ko share karne lagenge. Jisse hamare views aur subscribers bhi grow hone lagenge. Lekin agar apne Youtube par subscriber kaise badhaye ke baare main batayenge. Kyuki Youtube channel par subscribers ka hona bahut zaruri hota hai.

 

Step-7 Create Attractive Thumbnails

 

Aap sab Thumbnail ke baare me to jante honge. Agar nahi jaante to me aap ko bata raha hu. Ek achi aur attractive thumbnail aapke Youtube channel ko grow aur boost karne me kaafi madad karti hai. Youtube Thumbnail ek video ka cover photo hota hai. Jisme hum videos ke andar kya Information hai wo Thumbnail ke zariye se batate hai. Ek achi Thumbnail se hum apni video ko Youtube me rank ke sath sath clicks bhi aane lagte hai. Isliye hamein apni video ke hisaab se Thumbnails ko create karna chahiye.

 

Halaki, kuch log apne thumbnail ko iss tarah se create karte hai. Wo video ke andar di hui information se bikul mail nahi khati hai. Ye Youtube ki community guidelines ke khilaaf hoti hai. Jisse Youtube hamari video ko delete bhi kar sakta hai. Aur sath hi iss galti ki wajah se hamein bahut se dislikes bhi aa sakte hai. Jo ki channel ki growth ke liye sahi nhi hote hai.

 

Step-8 Make Video on Trending Topic

 

Jaisa ki aap jante hai jo bhi naye Youtube creators hote hai. Wo suru se hi apni videos ko Trending topic par banate hai. Jisse Unke suru mai views km aate hai. Par baad se zayada sankhya me views aane lagte hai. Youtube par views aur subscribers ko jaldi badhane ke liye. Best tarika Trending topics par videos ko create karna hai. Trending ka matlab hai hamein un topics par videos banani hongi. Jo ki Youtube par sabse zayda search ki jaati hai. Aur aaj ke time me sabhi ke pass others social media platforms hai. Jinse hum jaan sakte hai ki konsi cheez aur topics trending me chal raha hai. Aap Google Trends ki ek website hai jisse ap pata kar sakte hai konse topics trending me hai.

 

Conclusion 

 

Jaisa ki humne aapko Youtube par views kaise badhaye ke baare me kuch ahem baatein batayi hai. Jisko follow karne ke baad ap apne Youtube channel ko grow kar sakte hai. Lekin agar aap upar diye gaye steps ko follow karne ke baad bhi aapke Youtube views nahi badh rahe hai. To iska bhi hum solution leke aaye hai. 

 

Hamari company Followerbar ek social media services provider hai. Jo aapko Youtube me views kaise badhaye ke baare me batate hai aur hum aapko sabhi social media services kam paiso me dete hai. Taaki ap asaani ke sath service ko le pao. Aaj hum aapko Youtube par views kaise badhaye paid tarike se de rahe hai. Jisko lene ke baad aap asani se Youtube video ke views kaise badhaye ke baare me pata chal jayega.

 

To agar ap bhi hamari company se satisfy hai. Aur apne Youtube channel ke liye Youtube views kaise badhaye lene me interested hai. To ap sahi jagah aaye hai. Aapko bas online jaake hamari sites se contact karna hai.

 

0 Comments

Leave a reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

*

Log in with your credentials

Forgot your details?